Skip to main content

TipsGoogle Adsense Se Jyada Paise Kaise Kamaye, Best Earning TipsBy: Vnita kasnia Punjab Updated: 2Mar, 2020 How to earn more money from Google Adsense ? Jin blogger ka income source Google Adsense hota hai unke mind me ek sawal humesha rahta hai ki Adsense se jyada paise kaise kamaye jaye or wo iske liye internet par tips or tricks keyword search karte rahte hai. Agar aap bhi AdSense publisher hai or advertisement program se adhik earning karna chahate hai to i sure is post me btayi tips follow karke aap apni AdSense earning 100% increase kar sakte ho.Earn more money from google AdSenseGoogle AdSense publisher mostly yahi janna chahate hai ki wo apne blog par AdSense se adhik paisa kaise kama sakte hai. Iske alawa user ke man me ek or sawal hota hai ki blog par traffic kaise badhaye. Ye 2 sawal blogging me most important hai or lagbhag har koi inka solution ke sath jawab chahata hai. Sabse pahle main aapko bta du ki without hard work ke aap na to jyada kamayi kar sakte ho or na hi jyada traffic kama sakte ho. Aaj main yaha par aapko jo tips bta raha hu wo SEO yani search engine optimization or google AdSense dono ke liye better hai or dono se aapko behtar results milega.Google Adsense Se $100 Per Day Kaise KamayeGoogle Adsense Se 10 Dollar Per Day Kaise Kamayeinternet par aapko 1, 2 nahi 1000+ guide mil jayegi blog par traffic increase karne ki or advertisement ya affiliate marketing se more money earn karne ki but main aapko yaha par sirf kuch hi tips bta raha hu.Agar aap inhe follow kar lete ho to main aapko guarantee deta hu ki next month aap 20,000 to 50,000 monthly kamane lag jaoge or aapki site par lakho me traffic hoga.Adsense se jyada piase kamane ke liye aapko original fresh quality content ki jarurat padegi or aapko AdSense terms ke bare me bahut kuch sikhna hoga. Mostly, aapko useful content or adhik Organic Traffic ki jarurat hoti hai.विषय-सूचीGoogle Adsense से ज्यादा पैसे कैसे कमाये, अधिक कमाई कैसे करे की बढ़िया टिप्सGoogle AdSense se already bahut se blogger lakho kama rahe hai like amit agarwal jo apne labnol.org technology blog se har mahine lakho paise earn karte hai.Aapko unki copy karne ki jarurat nahi hai kyuki har ek website me difference hota hai or sabhi sites par ek hi formula work karega kaha nahi ja sakta. So aapko apni site ke liye alag se apne experience se tips banani hogi. Here are a few tips to help you balance ads and content.1. Content King:Aapki site par daily, monthly or yearly kitne visitors visit karte hai ye aapke content par depend karta hai. Ek blogger kei salo se article write kar raha hai fir bhi use daily 5k to 10k hi traffic mil raha hai or ek ne abhi kuch month pahle blogging start ki or uski site par daily 100k se bhi jyada visitor visit karte hai.Ye kamal sirf aapka content or aapki writing skill hi kar sakti hai. Ye ek aesa sach hai jise sabhi writer samajh nahi pate hai or ise ignore kar dusre way ko follow karne me waqt barbad karte hai. Jabki wo achhe se jante hai ki quality content ke bina site par lot of traffic possible nahi hai.Aapki site par visitor tabhi visit karega jab use useful or helpful information milegi or wo jis information ke liye aapki site par aaya or use puri janakri mili. I mean agar aap readers ko satisfied kar sakte ho to hi aapki site par better traffic ho sakta hai.Actually, AdSense revenue increase karne ke liye aapko jyada traffic ki jarurat hoti hai. So aapko aesa karna hoga agar aapki site par traffic nahi hai or aap AdSense se good earning karne ki soch rahe hai to ye nahi ho sakega. Adsense se jyada paise kamane ke liye na sirf aapko jyada traffic ki jarurat padegi balki traffic ka original hona bhi jaruri hai.Aapko high paying keywords par content likhna hoga kyuki AdSense kuch keywords par per click $10 se bhi jyada pay karta hai. Maine Top 20 High Paying Keywords in Google Adsense post me high CPC wale keywords ke bare me already btaya hai.Google Adsense India Me Payment Kaise Karta Hai2. Get More Organic Traffic:Mostly, AdSense earning increase karne ke liye organic traffic jyada better hota hai. Suppose aapki site par 5,000 traffic google search engine and othe search engines se hai or 10,000 traffic direct ya other method se aata hai to aapki 5,000 organic traffic se jyada earning hogi.I mean aapke pas daily 10,000 visit google search engine se hai to aap monthly 1,00,000 rupee easily earn kar sakte hai. But iske liye aapko High Paying Keywords ke bare me bhi janna jaruri hai taki aap high paying keywords par content likh sako.Iska main reason ye hai ki jo log pahle se aapki site ke bare me jante hai or aapki site par adhiktar visit karte hai wo sab google AdSense ke bare me jante hai or bahut kam bar aapki site par ads par click karte hai. Jabki google search engine se aaye visitors ko AdSense advertising ke bare me pata nahi hota hai or wo apne interest se jyada ads par click karte hai.Search engine se jyada traffic pane ke liye aapko SEO friendly content likhna hoga. Agar aap SEO ke bare me bilkul new hai to aap SEO Kya Hai ? Search Engine Optimization Ki Jankari Hindi Me post read kare or agar aap qualitiy content likhna chahate ho to aap humari SEO se related baki post read kare.Google Adsense Par Ads Kaise Banaye Ki Puri Janakri in Hindi3. Design Your Site Awesome for Adsense: Only badhiya content likhne se kuch nahi hoga. Better content ke sath sath aapki site or blog ka design bhi attractive hona chahiye. Standard web page ko user jyada pasand karte hai or good looking site par thoda bura article bhi kamal ka lagta hai.Google AdSense simple or fast loading design pasand karta hai so agar aapko AdSense se achchi earning karni hai to apni site ko google ke anusar design kare. Agar aap blogger hai to aapke liye site par layout, sidebar, header and footer features kafi hai.Google ne is bare me apne AdSense blog par pages share kiye hai agar aap site design me google se help chahate hai to aap AdSense Guide to Audience Engagement se free Adsense guide download kar sakte hai. Isme aapko designing ki best practices ke bare me btaya gaya hai jinse aapko site designing me kafi help milegi.Site ka better design na sirf AdSense like karta hai balki google search engine ke liye bhi site ka simple design behtar hai. Google ka kahna hai ki jaha tak ho sake apni site design ko simple rakhe taki reader ko sabkuch clear samajh aa sake.Blog ke homepage par 5-7 post or sidebar me jaruri widget hi add kare baki extra metrial se bache or apni site ko jyada se jyada clear bananye. Isse aapki site ki speed bhi increase hogi or aapko jyada traffic bhi milega.Google Adsense Me Website URL Kaise Add Kare Site Management4. Adsense Ads Placement:Adsense se good earning karne me ads placement ki jankari hona bahut jaruri hai. Google ne site par ads lagane ke kuch rules banaye huye hai. Agar aap unhe follow nahi kar pate hai to aap AdSense se adhik paisa nahi kama sakoge.Adsense terms ko follow kar ke site par ads lagane se AdSense CPC, CTR, RPM better hogi or aapko AdSense jyada pay karega. Inke bare me main already article likh chuka hu jyada jankari ke liye wo check kare.Adsense Ke Ads Kaha Kaha Nahi Laga Sakte post me maine btaya hai ki hume kaha kaha par ads lagane chahiye. Kabhi bhi error 404, contact forum, welcome page etc. par ads show na kare. Ad placement sahi se kare or ads ko clear show kare content me ad fully match nahi hona chahiye.Ye pata kar le ki aapki site par desktop, laptop, mobile, tablet kis version se traffic aata hai. Usi ke anusar ads ko optimize kare. Google Adsense Ads Ko Optimize Karne Ki Top 15 Effective Tips post me aapko AdSense ads ko optimize karne ke bare me tips mil jayegi.5. Ads Size / Location:Adsense CPC increase karne or more money earn karne ka ye common factor hai. Agar aap sahi size or sahi location par ads show karoge to aapko jyada benefit milega. Sath hi aap ads ka design apni site ke design se matched use kare but ads ko bilkul site content me milaye nahi.Aap mostly contentt ke first and last me ads add kare isse aapko jyada better result milega. Content ke above and below me ads clear show hota hai or user us par interested ho kar hi click karta hai. Iske alawa aap blog sidebar or header me bhi ads use kare.In my experience, Maine 1 year se AdSense use kar raha hu or hindi blog hone ke bawjood AdSense se achchi earning kar raha hu. Mujhe jis size ke ads se achha responsive mila hai unke bare me aapko bta raha hu.Try below size ads and increase your AdSense revenue:336 * 280 Large Rectangle300 * 250 Medium Rectangle970 * 90 Large Leaderboard Banner728 * 90 Horizonatal Medium Banner468 * 60 Little header Banner160 * 600 Vertical BannerInke alwa aap sidebar widget me 300 * 600 size ka large size banner ads bhi use kar sakte hai but mostly upar btaye gaye point size ke ads hi jyada better hote hai. Main aapko suggest karunga ki aap post ke bich me bhi ads add karke results check kare. Isse bhi aapko behtar result milega.Google Adsense Se Related 20 Important Question Answer List6. Start Targeting Traffic from USA / UK:Adsense performance search engine se traffic milne par to better hoti hi hai but kya aapko pata hai ki google AdSense U.S.A or U.K me per click $2 to $10 pay karta hai jabki india me AdSense per click only $0.20 to $0.30 hi deta hai.I mean india ki tulna me USA or UK country me AdSense CPC very high hai agar aap AdSense se jyada paise kamana chahate ho to aapko in country se traffic milna chhaiye. Iske liye aapko USA and UK ko target kar content likhna hoga.Suppose, aapko india me daily 200 click milte hai or aapki CPC $0.10 hai to aapko $2o hi milenge but USA se $20 earn kkarne ke liye aapko 5 to 15 click ki jarurat padegi.Socho 200 clicks se jyada earning 15 - 20 click se ho rahi hai to aap AdSense se kitna jyada paisa kama sakte ho so aapko other country ke liye content likhna shuru kar dena chahiye. I sure mujhe bhi USA and UK jaise contry se best CPC mili hai.Google Adsense Se Sabse Jyada Paise Kamane Wali Top 10 Websites7. Test, test, test and test Again:Jyadatar blogger ek bar apne blog par AdSense ads add karke uski report check nahi karte hai or AdSense revenue increase karne ki faltu ki tips pata karne me lage rahte hai. Unhe sabkuch chord kar apni iste par ads ki performance check kante rahna chahiye.Jaisa ki maine upar btaya tha ki har ek site different hoti hai or sabhi site par ek hi tarike se ads placement se good earning nahi ki ja sakti. Site par alag alag name ad unit bannaye or time to time pata karte rahe ki aapko kis itype ke ads se kitna benefit mil raha hai.Jis palce par ads lagane se aapko better results nahi mil raha ho to use change kare or apne experience ke anusar sahi jagah par ads lagaye jis se aapko badhiya responsive mil sake.content marketer ki btayi tips ke alawa aap khud apne hisab se bhi ads location choose kare or test kare ki aapko kis location par ads lagane se jyada CPC or jyada click mil rahe hai. Post ke first and end ke sath sath post between bich me bhi ads show kare.Google Adsense Se 1 Click Par $10 To $50 Kaise Kamane Ki Secret Tips8. Choose Both Text and Images Ads:Kuch logo ne myths bana rakhe hai ki images ads better work karta hai or links ad ki tulna me display ads ki CPC jyada hoti hai jabki ye sirf ek bakwas hai sach ye hai ki image ad ke alawa links ad ki CPC bhi high hoti hai. In my case, Mujhe iamges ad ki tarah hi links ad se bhi better CPC mili hai.Adsense ads advertiser ke dwara diye commission ke ansdar hume commission deta hai. Isme bahut bar image ad ke sath links ads par bhi high CPC hoti hai. Only images ads use karne se AdSense CPM decrease hoti hai.Aese me agar humne text ads ko block kar only iamges type ad enable kar rakha hai to hum links ad ko miss kar denge. So main aapse yahi kahunga ki aap dono type ke ad text and display ads hi use kare taki aapse koi ad miss na ho.Main humesha text and images type ke ads use karta hu. Uske bad AdSense automatically better ads show karta hai or mujhe ye dar bhi nahi rahta ki kahi main kisi ek type ke ads ko miss na kar du.Google Adsense Me CTR Kya Hai, Click through Rate Increase Kaise Kare9. Create a Mobile App for Your Site:Apni site ke liye android, iPad, iPhone and other mobile version ke liye application develop karwaye or use google AdSense se connect kare. Isse aapki earning 30% to 40% ho jayegi. Apne sabhi readers ko app install karne ke liye kahe.Isse aapki site ka traffic bhi badhega or aapki earning bhi jyada hogi. Wo user jinko mobile me slow internet connection ki wajah se aapki site use karne me problem hoti hai mobile app se unki help hogi or aapko AdSense revenue or site traffic dono me fayda hoga.Iske alawa aap site ke end ya sidebar me Adsense Matched Content add kare jisse aapki site par traffic badhe or aapko jyada se jyada ad click mi lsake. Google ki ye service bahut hi badhiya hai or isse humari site ka free promotion ho jata hai. Matched content ke alawa google ne jyada earning karne ka ek or feature diya hua hai agar aapki site par mobile traffic jyada hai to aap Page Level Ads use karke bhi AdSense earning increase kar sakte ho. iske bare me janne ke liye aap Mobile Site Par Adsense Page Level Ads (Beta) Kaise Use Kare post check kare.10. Your Experiment:Agar aap pichle kafi time se AdSense use kar rahe ho or aapko income source only google AdSense hi hai to aapko AdSense use karne ka tohda bahut experience jarur hoga or aapko kuch tips jarur pata hogi ki aap kis tarah AdSense se jyada paise kama sakte ho or aapke liye kya best hai.So please sabko chodiye apne deemag se sochiye ki aapke liye kya better ho sakta hai or apne aapke liye tips banayiye or apni AdSense revenue ko increase kijiye. Agar aap aesa karne me success ho jate hai to aap hi dusro ko AdSense earning inceasing tips btane lagoge.In my experience, maine google AdSense earning increase karne ke bare me iske alawa bhi bahut post likhi hai. Agar aapko meri btayi tips better lage to aap humari AdSense se related dusri post bhi jarur padhe. Agar aapne abhi tak AdSense account nahi banaya hai to aap Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Puri Jankari post me btaye step follow karke easily AdSense account bana sakte ho.Conclusion,In sabke alawa aap Category Blocking, Blacklist URL's, Placement Targeting, Section Targeting and other tips follow kar ke or Extra revenue source like YouTube and custom search engine ads try kar ke bhi AdSense se jyada paise kama sakte ho.Remember, content is king so humesha apni site par fresh or quality content hi publish kare. Bekar ki or faltu post share karne se bache, inse na to aapki earning increase hogi balki aapki site ki search rank down ho jayegi or site ka traffic bhi kam ho jayega. Sabse jaruri bat AdSense se adhik paisa kamana hai to aap sabse pahle adsene ke bare me achhe se jaan le ki ye kya hai, kaise work karta hai or kaise humari earning hoti hai. uske bad aap khud apni own t ips create kar AdSense se jyada paise kama sakoge.I hope you may like this content if yes then share this post on social media with your friends and other AdSense user. https://www.facebook.com/profile.php?id=100019399697469

Comments

Popular posts from this blog

ब्लॉगर (सेवा) साहित्य सेवा सदन किसी अन्य भाषा में पढ़ें डाउनलोड करें ध्यान रखें संपादित करें यह लेख ब्लॉगर नामक चिट्ठाकारी सेवा के बारे में है। By समाजसेवी वनिता कासनियां पंजाब उपयोक्ता (व्यक्ति) के लिए, ब्लॉगर (उपयोक्ता) देखें। यह लेख आज का आलेख के लिए निर्वाचित हुआ है। अधिक जानकारी हेतु क्लिक करें। ब्लॉगर (पूर्व नाम: ब्लॉगस्पॉट) एक चिट्ठा होस्टिंग सेवा है जो गूगल ब्लॉगर प्रोग्राम के द्वारा उपलब्ध कराई जाती है, व जिसके द्वारा ब्लॉगर्स अपने नए ब्लॉग शीघ्र ही बना सकते हैं। इसकी मदद से डोमेन नेम और होस्टिंग जब तक ब्लॉगर चाहे निःशुल्क उपलब्ध रहती है। गूगल के एडसेंस कार्यक्रम के द्वारा ब्लोगर्स अपने ब्लॉग से आय भी कर सकते हैं।[2] यह सुविधा अन्य चिट्ठाकारी कार्यक्रमों पर निर्भर नहीं होती। एक ब्लॉग किसी भी कार्य के लिए प्रयोग किया जा सकता है, चाहे वह निजी दैनंदिनी के रूप में हो या व्यावसायिक कार्य के लिए या सामान्य रूप में अपने विचार दूसरों तक पहुंचाने के लिए ब्लॉग्गिंग का ज्यादा उपयोग किया जाता है। ब्लॉगस्पॉट का आरंभ १९९९ में एक होस्टिंग टूल के रूप में पायरा लैब्स ने की थी। सन् २००३ में इसे गूगल ने खरीद लिया था, और तब से यह इंटरनेट पर सबसे प्रसिद्ध शुल्करहित होस्टिंग वेबसाइट बनी हुई है। ब्लॉगर ब्लॉगर का प्रतिक चिन्ह Blogger screen.png ब्लॉगर जालस्थल का मुखपृष्ठ (हिन्दी में), अभिगमन:२३ अप्रैल २०१० प्रकार ब्लॉग होस्ट इनमें उपलब्ध अंग्रेज़ी , हिंदी , फ़ारसी और अन्य ५७ मालिक गूगल इंका. निर्माता पायरा लैब्स जालस्थल www.blogger.com Edit this at Wikidata एलेक्सा रैंक १९६ जनवरी २०१९ व्यापारिक? हां पंजीकरण वैकल्पिक, निःशुल्क उद्घाटन तिथि २३ अगस्त १९९९[1] वर्तमान स्थिति सक्रिय प्रयोग इस पर ब्लॉग निर्माण के लिए कोई जटिल सॉफ्टवेयर या तकनीकी जानकारी को डाउनलोड करना या उसका प्रयोग नहीं करना पड़ता। इस पर अपना ब्लॉग बनाने के लिए प्रयोक्ताओं को केवल गूगल पर अपना खाता बनाना पड़ता है। इस पर साइनअप के लिए प्रयोक्ता को एक अलग नाम रखना होता है जो उसके ब्लॉग का नाम होगा। यही नाम डोमेन नेम के रूप में भी प्रयोग होता है।[2] ब्लॉगस्पॉट पर अन्य कुछ ब्लॉगिंग सेवाओं जैसी सुविधाएं उपलब्ध नहीं होतीं, लेकिन इसके सर्वसाधारण टूल्स और अन्य सुविधाएं ब्लॉगिंग को अत्यंत सरल बना देती हैं। किन्तु इसका अर्थ ये नहीं है, कि ब्लॉगस्पॉट पर आधुनिक सुविधाएं नहीं हैं। अधिकांश उन्नत प्रयोक्ता अपने ब्लॉग में कई परिवर्तन ला सकते हैं, जिसमें अपना साँचा (टेम्प्लेट) डिजाइन करना और गूगल का जालस्थल विश्लेषण (वेबसाइट एनलाइजिंग) कार्यक्रम का प्रयोग करने तक की भी सुविधाएं हैं। गूगल पर कई हजार उपकरण (गैजेट) हैं जिनको ब्लॉग्स पर जोड़ा (अटैच किया) जा सकता है। इनकी मदद से ब्लॉगर बहुउपयोगी उपयोक्ता ब्लॉग तैयार कर सकते हैं, जिसकी मदद से कई ब्लॉगर एक ही ब्लॉग पर अपना योगदान दे सकते हैं। सीमाएं ब्लॉगर ने सामग्री भंडारण एवं तरंगदैर्घ्य (बैंडविड्थ), प्रति उपयोक्ता खाते की सीमाएं नियत की हैं[3]: ब्लॉगस की संख्या = असीमित पृष्ठ का नाप = विशिष्ट पृष्ठ (ब्लॉग का मुखपृष्ठ या पुरालेख पृष्ठ) १ एम.बी. पर सीमित हैं। लेबल्स की संख्या = २,००० अपूर्व लेबल/ब्लॉग, २० अपूर्व लेबल/पोस्ट चित्र संख्या (उपयोक्ता पिकासा जाल संग्रह से हाइपरलिंक्ड) = कुल भंडार के १ जी.बी तक चित्रों का नाप = यदि ब्लॉगर मोबाइल द्वाआ पोस्ट किया गया, तब २५० के.बी. प्रति चित्र; पोस्ट की हुए चित्र 800px पर परिसीमित किये जाते हैं। टीम सदस्य (जो एक ब्लॉग को लिख सकते हों) = १०० १८ फ़रवरी २०१० को,[4] ब्लॉगर ने स्वतः-पृष्ठांकन "ऑटो-पेजिनेशन" आरंभ किया है, जिससे प्रति पृष्ठ प्रदर्शित पोस्ट सीमित हो गयी हैं। जिसके कारण मुखपृष्ठ पर पोस्टों की संख्या उपयोक्ता द्वारा बतायी गई संख्या से कम होती है और कुछ उपयोक्ता रुष्ट भी हुए हैं।[5][6] अवरुद्ध ब्लॉगर को समय-समय पर निम्न देशों में अवरुद्ध किया गया है: फीजी चीन ईरान पाकिस्तान[7] सीरियाई अरब गणराज्य म्याँमार तुर्की (अक्तूबर, २००८ में चार दिनों के लिये)[8] इन्हें भी देखें वर्डप्रेस ब्लॉगजगत ब्लॉग ब्लॉगर ब्लॉगवाणी ब्लॉगरोल हिन्दी ब्लॉगिंग संस्कृत ब्लॉग गूगल चिट्ठाजगत.इन

, ईमेल एन्क्रिप्शन FAQट्रांज़िट में एन्क्रिप्शन महत्वपूर्ण क्यों है? By समाजसेवी वनिता कासनियां पंजाब आपके और आपके इच्छित प्राप्तकर्ताओं के बीच ईमेल भेजे या प्राप्त किए जाते समय ट्रांज़िट में एन्क्रिप्शन आपके ईमेल को तांक-झांक से बचाने में सहायता करता है. दुर्भाग्य से, रोज़ लाखों-करोड़ों एन्क्रिप्ट नहीं किए गए ईमेल "बिना किसी सुरक्षा" के भेजे और प्राप्त किए जाते हैं, जोकि दर्ज़नों ऑप्टिकल फ़ाइबर और राउटर से गुज़रते हुए गुप्त रूप से छेड़छाड़ और सामूहिक अटकाव का मुख्य लक्ष्य होते हैं.अगर ट्रांज़िट में मेरा ईमेल एन्क्रिप्ट किया गया है, तो क्या इसका मतलब यह है कि कभी भी कोई मेरे ईमेल में तांक-झांक नहीं कर सकता?सुरक्षा एक अविरत चुनौती है जहां कोई समाधान परिपूर्ण नहीं होता है और प्रगति वृद्धिशील होती है. ट्रांज़िट में एन्क्रिप्शन, ईमेल में ताक-झांक करना और कठिन बनाता है और ट्रांज़िट में ईमेल का सार्वभौमिक एन्क्रिप्शन, ऑनलाइन सुरक्षा और गोपनीयता के लिए एक बड़ा कदम होगा. लेकिन एन्क्रिप्शन ताक-झांक को असंभव नहीं बना सकता. इसके अलावा, ईमेल न केवल ट्रांज़िट में असुरक्षित हैं—बल्कि डिलीवर होने के बाद भी उसमें ताक-झांक की जा सकती है. उदाहरण के लिए, आप ईमेल को पढ़ने के लिए जिस कंप्यूटर का उपयोग करते हैं, उस पर मैलवेयर स्थापित करके अनधिकृत पक्ष तब भी आपके ईमेल को एक्सेस कर सकते हैं.ट्रांज़िट में ईमेल के एन्क्रिप्शन का मतलब क्या है o?जब ट्रांज़िट में ईमेल एन्क्रिप्ट किया जाता है, तो उसका यह अर्थ होता है कि उसे कोई ऐसा व्यक्ति नहीं पढ़ सकता, जिसकी उन नेटवर्क तक पहुंच होती है, जहां से ईमेल प्रेषक से गंतव्य की ओर जाते समय गुज़रता है. आप इसे सुरक्षा के एक ऐसे अस्थायी आवरण की तरह देख सकते हैं, जिसमें आपके ईमेल को इच्छित प्राप्तकर्ता तक भेजते समय उसे निजी बनाए रखने के लिए रखा गया होता है. परिवहन परत सुरक्षा (TLS), ईमेल के लिए ट्रांज़िट में एन्क्रिप्शन करने का मानक माध्यम है.TLS निष्क्रिय डेटा को एन्क्रिप्ट नहीं करता है—अर्थात यह किसी सर्वर में संग्रहीत ईमेल को एन्क्रिप्ट नहीं करता है. ऐसा करने के कई तरीके हैं, जैसे कि PGP का उपयोग करना (नीचे देखें).मेरे ईमेल के ट्रांज़िट में होने पर क्या उसे सुरक्षित रखने के लिए TLS सर्वश्रेष्ठ समाधान है?कोई भी एक इंटरनेट सुरक्षा समाधान सटीक नहीं होता है, लेकिन ईमेल को एन्क्रिप्ट न करना एक बहुत बड़ा जोखिम है. ईमेल प्रदाताओं के बीच ईमेल के आदान-प्रदान के समय उसे एन्क्रिप्ट करना एक बहुत बड़ा सुधार है, जिसे उपयोगकर्ताओं को किसी भी असुविधा पहुंचाए बिना बहुत आसानी से लागू किया जा सकता है. ईमेल के लिए TLS की स्थिति और उसके प्रवाह के बारे में कुछ और जानकारी Facebook की इस विस्तृत ब्लॉग पोस्ट में देखी जा सकती है.क्या ट्रांज़िट में Google उपयोगकर्ताओं की ओर से अन्य Google उपयोगकर्ताओं को भेजा गया ईमेल एन्क्रिप्ट किया जाता है?हां. इसमें Gmail, Google Apps और Google+ के नोटिफ़िकेशन शामिल हैं. इसीलिए इस रिपोर्ट में केवल उन ईमेल वितरणों पर ध्यान केंद्रित किया जाता है, जिनमें Google दो शामिल प्रदाताओं में से केवल एक हो.ट्रांज़िट में एन्क्रिप्शन, Gmail की HTTPS एक्सेस से कैसे संबंधित है?2010 से Gmail में प्रवेश करने पर HTTPS डिफ़ॉल्ट रूप से उपयोग होता है. इसका मतलब है कि Google के डेटा केंद्रों और जिस कंप्यूटर का आप ईमेल पढ़ने के लिए उपयोग करते हैं, उसके बीच यात्रा करते समय आपका ईमेल एन्क्रिप्ट किया गया और सुरक्षित होता है. यह रिपोर्ट किसी भिन्न विषय के बारे में है: क्या आपका ईमेल Google के डेटा केंद्रों से बाहर जिस व्यक्ति को आप ईमेल कर रहे हैं, उसके बाहरी मेल सर्वर पर जाने के दौरान TLS से सुरक्षित होता है या नहीं.हमने Gmail के लिए HTTPS को अपने आप चालू कर दिया है, लेकिन जब विभिन्न मेल प्रदाताओं के बीच ईमेल भेजे जाते हैं, तो ईमेल को ट्रांज़िट में एन्क्रिप्ट करने के लिए दोनों प्रदाताओं की ओर से TLS सुविधा देना आवश्यक होता है.ट्रांज़िट में एन्क्रिप्शन, ईमेल एन्क्रिप्शन के अन्य प्रकारों, जैसे PGP से कैसे संबंधित है?PGP आपके ईमेल की सामग्री को कुछ इस तरह से एन्क्रिप्ट करता है कि अगर आप सबकुछ बिल्कुल सटीकता से करते हैं, तो उसे आपके और इच्छित प्राप्तकर्ता के अलावा कोई कभी नहीं देख पाएगा. उदाहरण के लिए, जब किसी Gmail उपयोगकर्ता को PGP से एन्क्रिप्ट किया गया ईमेल मिलता है, तो Gmail बाद में खोजने के लिए अनुक्रमित नहीं कर पाता, क्योंकि Gmail सामग्री को नहीं देख सकता. अतिरिक्त सुरक्षा की सुविधा की यह दुविधा यह विशेष रूप से उन लोगों के लिए उचित होती है, जो जोखिम में होते हैं और यह सुरक्षा की एक अतिरिक्त परत जोड़ती है जो ट्रांज़िट में एन्क्रिप्शन प्रदान नहीं करता.लेकिन ट्रांज़िट में एन्क्रिप्शन PGP में एक महत्वपूर्ण गोपनीयता लाभ जोड़ता है. PGP केवल आपके ईमेल की सामग्री को एन्क्रिप्ट करता है, उसके शीर्षलेखों को नहीं (उदाहरण के लिए, ईमेल कौन भेज और प्राप्त कर रहा/रही है). PGP से एन्क्रिप्ट किए गए ईमेल के वितरण को “संयोग से जान“ लेने वाला व्यक्ति यह देख पाएगा कि संदेश किस पते पर भेजा गया था, लेकिन संदेश की सामग्री नहीं देख पाएगा. लेकिन जब PGP से एन्क्रिप्ट किए गए संदेश को ट्रांज़िट में होने पर TLS से भी एन्क्रिप्ट कर दिया जाता है, तो संदेश का प्रेषक और प्राप्तकर्ता किसी बुरे इरादे वाले व्यक्ति को दिखाई नहीं देंगे.Gmail से आने–जाने वाले सभी ईमेल ट्रांज़िट में एन्क्रिप्ट क्यों नहीं किए जाते हैं?दशकों से, डिफ़ॉल्ट रूप से ईमेल का इंटरनेट पर बिना किसी एन्क्रिप्शन के आदान-प्रदान किया जाता रहा है—जैसे कि उसे किसी पोस्टकार्ड पर लिखा गया हो. Gmail अपने भेजे और प्राप्त किए जाने वाले ईमेल को एन्क्रिप्ट करने में सक्षम है, लेकिन केवल तभी जब अन्य ईमेल प्रदाता TLS एन्क्रिप्शन का समर्थन करता हो.दूसरे शब्दों में, इंटरनेट पर सभी ईमेल को 100% एन्क्रिप्ट करने के लिए सभी ऑनलाइन मेल प्रदाताओं के सहयोग की आवश्यकता है.इस रिपोर्ट में किस चीज़ की गणना की जा रही है?हम संदेश के प्राप्तकर्ताओं को गिनते हैं, SMTP कनेक्शन को नहीं. हम उन ईमेल को नहीं गिनते हैं जिन्हें हमारे सिस्टम स्पैम के रूप में फ़्लैग करते हैं. हम उन होस्ट से आने वाले संदेश नहीं गिनते हैं जिनके फ़ॉरवर्ड या रिवर्स DNS उपलब्ध नहीं हैं या असमान हैं. ऐसा यह सुनिश्चित करने के लिए किया जाता है कि आने वाले संदेशों को अर्थपूर्ण रूप से विशिष्ट बनाया जा सके, क्योंकि एक संदेश प्रेषक अपनी इच्छानुसार कोई भी "प्रेषक" पता डाल सकता है.“Y के माध्यम से X” का मतलब क्या है?

Email Encryption FAQ  Why is encryption important in transit?  Encryption in transit helps protect your email from snooping when emails are sent or received between you and your intended recipients. Unfortunately, millions of unencrypted emails are sent and received daily with "no security", which are the main targets of covert tampering and mass surveillance through dozens of optical fibers and routers.  If my email is encrypted in transit, does that mean that no one can ever peep into my email?  Security is an ongoing challenge where no solution is perfected and progress is incremental. Encryption in transit makes it more difficult to snoop on email, and universal encryption of email in transit will be a major step towards online security and privacy. But encryption does not make snooping impossible. In addition, emails are not only unsafe in transit — they can also be snooped on once delivered. For example, by installing malware on a computer you use to read ...

سمارٽ هندي گائيڊ - خالص ۽ صاف ٻولي ۾ مڪمل ‏informationاڻ ڀليڪار اسان جي بلاگ تي. ، ونيتا پنجاب طرفان جتي اسان هندي ۾ بلاگنگ ، انٽرنيٽ ، ٽيڪنالاجي ۽ ڪمپيوٽر سان لاڳاپيل سڀني معلومات تائين رسائي رکون ٿا. جيڪڏهن توهان چاهيو ، توهان به اسان کي سوشل ميڊيا تي فالو ڪري سگهو ٿا. توهان جي مهرباني ڳنcribeيو صفحو گهر بابت رابطو وڌيڪ ويب سائيٽ کانسواءِ ايفيبل مارڪيٽنگ ڪئين ڪجي؟ | ويب سائيٽ کانسواءِ ايفيبل مارڪيٽنگ ڪئين ڪجي؟ ويب سائيٽ کانسواءِ ايفيبل مارڪيٽنگ ڪئين ڪجي؟ ڇا الحاق مارڪيٽنگ ضروري آهي ته ڪا ويب سائيٽ هجي ، پوءِ دوستو ، اچو ته ان ماڙيءَ سان گڏ هلون ته الحاق مارڪيٽنگ هڪ ويب سائيٽ کانسواءِ ٿي سگهي ٿي. ڪيئن ٿيو اچو ته هلون دوستو منهنجو نالو پريتم ڪمار آهي ۽ سمارٽ هندي گائيڊ جي هڪ ٻي پوسٽ تي ڀليڪار. سو ، وقت ضايع ڪرڻ جي شروعات ڪريون. ويب سائيٽ کانسواءِ ايفيبل مارڪيٽنگ ڪئين ڪجي؟ مواد [لڪايو] ملندڙ مارڪيٽنگ ڇا آهي؟ پهرين ڳالھ بابت ٻڌائيندا هلون ٿا الحاق مارڪيٽنگ ڇا چيو ويندو آهي؟ تنهن ڪري ساٿي مارڪيٽنگ هڪ اهڙو عمل آهي جنهن ۾ توهان ٻين وينڊرز جهڙوڪ ايم ڊي ۽ فلپ ڪارٽ کان پراڊڪٽس کي اشتهار ڏيو يا واڌو ڪندا آهيو ، ۽ جيڪو توهان جي ملندڙ لنڪ مان توهان جون شيون خريد ڪري ٿو هڪ نن ‏commissionڙو ڪميشن حاصل ڪندو آهي. انهي ڪري هن کي الحاق مارڪيٽنگ سڏيو ويندو آهي. ڇا هي مستقبل جو ثبوت هڪ مفت الحاق مارڪيٽيندڙ لاءِ مفت آهي؟ ڏسو ، اهو صحيح طريقو آهي الحاق مارڪيٽنگ کي شروع ڪرڻ جي. پر اڳتي اھو ونڊيو تبصرو پوسٽ ڪريو بلاگ ۽ ڇا بلاگ آهي ۽ انهي جو مفت ۾ تخليق ذريعي پئسا ڪئين ڪئين ٺاهڻ جيڪڏهن توهان اهو به ‏toاڻڻ چاهيو ته بلاگنگ ۽ بلاگنگ ڇا آهي؟ ۽ پئسا اهو آهي ته اها ڪئين مفت بلاگ ڪورس پوسٽ ڪرڻ لازمي آهي هڪ مفت پيڊيگاگ بلاگ شروع ٿئي جتان آئون توهان کي ٻڌايان ۽ انهي کي سيٽ ڪرڻ لاءِ ۽ بلاگ کي ڪسٽم ڊومين جو نالو خريد ڪرڻ لازمي آهي. . توھان کي ‏toاڻڻ لاءِ ھي پوسٽ ضرور پڙھندؤ. دوستو ، منهنجو نالو پريتم ۽ سمارٽ هندي گائيڊ جي هن پوسٽ ۾ ڀليڪار آهيان ، سو اچو ته وقت ضايع ڪرڻ کان سواءِ شروع ڪريون. مواد [لڪايو] ڇا هڪ بلاگ آهي؟ (هندي ۾) ڇا بلاگنگ آهي؟ (هندي ۾) مفت بلاگ سان پئسا ڪئين ڪمائي سگهجن ٿا؟ ڇا لازمي آهي مفت بلاگنگ لاءِ ڪسٽم ڊومين جو نالو خريد ڪرڻ؟ ايجوڪيشن بلاگ ۾ ڪهڙو بهترين موضوع آهي؟ ڇا توهان ورڈپریس ۽ موبائل کان بلاگ ڪري سگهو ٿا؟ بلاگ يو آر ايل ڪيئن چونڊيو؟ نتيجو ڇا هڪ بلاگ آهي؟ (هندي ۾) هڪ بلاگ ساڳئي نالي جي ويب سائيٽ آهي ، جنهن جو پورو نالو ويب بلاگ ماڻهو آهي. پر هڪ بلاگ ۽ هڪ ويبسائيٽ ۾ فرق اهو آهي ته اسان بلاگ کي مسلسل اپڊيٽ ڪندا آهيون ۽ ان تي نئين مواد کي مسلسل شايع ڪندا آهيون. ساڳي ئي وقت ، بلاگ ماڻهن کي اطلاع ڏيڻ جي مقصد سان لکيا ويندا آهن. پسند ڪريو جئين توهان هي پوسٽ پڙهي رهيا آهيو ، اهو پڻ هڪ بلاگ آهي. ڇا بلاگنگ آهي؟ (هندي ۾) تنهن ڪري توهان ماڻهن کي خبر آهي ته هڪ بلاگ ڇا آهي ۽ اهو هڪ ويب سائيٽ جي مقابلي ۾ ڇا آهي. اچو ته سکو ته بلاگنگ ڇا آهي. ڇا بلاگنگ آهي؟ ڇا بلاگنگ آهي؟ اچو ته ڳولا ڪريون هاڻي توهان ‏youاڻو ٿا ته ويب بلاگ کي مختصر ۾ بلاگ سڏيو ويندو آهي. بلاگنگ اهو آهي جتي اسان وانگر بلاگرز توهان جي ماڻهن لاءِ توهان جي بلاگ تي سخت محنت ڪن. هر روز هڪ نئين بلاگ پوسٽ رکائڻ جتي ڪجهه معلوماتي مواد هجي ، ان کي ايڊٽ ڪرڻ ۽ صحيح طريقي سان برقرار رکڻ کي بلاگنگ چئجي. مفت بلاگ سان پئسا ڪئين ڪمائي سگهجن ٿا؟ بلاگنگ لاءِ صرف ٻه مفت پليٽ فارم آهن جتي توهان مفت بلاگ ڪري سگهو ٿا. هڪڙو ‏Blogger.com ‎آهي ۽ ٻيو ‏WordPress.com ‎آهي. ياد رکو ته توهان کي ‏WordPress.com ‎ڏانهن وڃڻو پوندو ۽ ورڈپریس آر او استعمال ڪرڻ گهرجي. ۽ نه ، پر آئون توهان کي صلاح ڏيان ها جيڪڏهن توهان 0 سيڙپڪاري سان مفت بلاگنگ شروع ڪرڻ چاهيندا. تنهن ڪري توهان کي ‏Blogger.com ‎سان وڃڻ گهرجي ڇاڪاڻ ته ‏WordPress.com ‎۾ توهان کي پريميئم فيچر نه ملنديون جيڪي ورڈپریس جي پريميئم هوسٽنگ سروس ۾ موجود آهن ، ۽ اهو پڻ ته توهان ڪوبه پلگ ان انسٽال نٿا ڪري سگهندا. سو جيڪڏهن توهان مفت ۾ بلاگ ڪرڻ چاهيو ٿا ، توهان کي ڪجهه ڪرڻ جي ضرورت نه آهي ، بس انهن ٻنهي پليٽفارم تي وڃو ۽ مفت ۾ اڪائونٽ ٺاهيندا. مفت بلاگر بلاگر پليٽ فارم مفت بلاگر بلاگر پليٽ فارم مفت بلاگنگ پليٽ فارم ورڈپریس مفت بلاگنگ پليٽ فارم ورڈپریس پر جيڪڏهن توهان اهو سوچيو ته توهان وٽ ڪجهه پئسا آهن ته جيئن ته توهان انهي هوسٽنگ سروس جو سٺو حصو حاصل ڪري سگهو ، ته پوءِ توهان هتي اهو لنڪ وٺي سگهو ٿا هوسٽنگر ، هوسٽ گيٽر ، بليو هاسٽ ، وغيره. تمام نن ‏moneyن پئسن جي لاءِ هڪ تيز ۽ قابل اعتماد ويب هوسٽنگ سان ، توهان پنهنجي خريداري تي 10 سيڪڙو بچت حاصل ڪرڻ لاءِ هي ڪوڊ مي بايوڊ استعمال ڪري سگهو ٿا. ڇا لازمي آهي مفت بلاگنگ لاءِ ڪسٽم ڊومين جو نالو خريد ڪرڻ؟ نه ، اهو هرگز نه آهي .اگر توهان بلاگر تي مفت بلاگ ڪرڻ چاهين ٿا ، ته مڪمل طور تي ڪسٽم ڊومين نالي خريد ڪرڻ جي ضرورت نه آهي ڇو ته هاڻي گوگل پنهنجي سب ڊومين بلاگ اسپاٽ. جيڪڏهن توهان بلاگ تي مفت ۾ بلاگ ڪيو ٿا ، توهان کي هڪ ڪسٽم ڊومين جو نالو خريد ڪرڻو آهي ۽ اهو ئي سبب آهي جو آئون توهان کي بلاگرز لاءِ مفت بلاگنگ جي صلاح ڏيان ٿو. ايجوڪيشن بلاگ ۾ ڪهڙو بهترين موضوع آهي؟ توهان انهن سڀني عنوانن تي هڪ تعليمي بلاگ ٺاهي سگهو ٿا ، جيڪو بهترين آهي ۽ هڪ ئي وقت انهن ۾ تمام گهٽ مقابلو آهي. جنهن جو مطلب آهي ته توهان گوگل ۾ اهي بلاگ کي تمام جلد ۽ آساني سان درجابند ڪري سگهو ٿا. تعليمي بلاگس لاءِ هي 3 عنوان بهترين آهي. توهان اسڪول جي قسم سان هڪ بلاگ ٺاهي سگهو ٿا ۽ تمام گهٽ مقابلو آهي. توهان مددگار / ‏guidesاڻ جي رهنمائي سان بلاگ ٺاهڻ سان ماڻهن جي مدد ڪري سگهو ٿا مقابلو گهٽ ، ٿورو ، پر منهنجو مشورو اهو هوندو ته توهان هن قسم جو مواد هندي ۾ لکندا. توهان ميٿ بسٽرز سان هڪ بلاگ پڻ ٺاهي سگهو ٿا ۽ ان تي سٺو مواد لکي سگهو ٿا. ڇا توهان ورڈپریس ۽ موبائل کان بلاگ ڪري سگهو ٿا؟ تنهن ڪري جواب ها يا نه آهي. جيڪڏهن ائين آهي ، ٻيو ڪيئن؟ ڇو نه؟ اچو ته پهرين بابت ‏yesاڻون. ڏسو ، توهان ورڈپریس موبائيل تي بنيادي شيون پڻ ڪري سگهو ٿا ، جهڙوڪ پوسٽون لکڻ ، صفحا ٺاهڻ ۽ انهن کي شامل ڪرڻ ، ۽ توهان هڪ بلاگ جو انتظام به ڪري سگهو ٿا. پر منهنجو جواب اهو نه هو ڇاڪاڻ ته توهان سوچيو ٿا ته جيڪڏهن توهان موبائيل تي توهان جي بلاگ لاءِ هڪ پوسٽ لکي رهيا آهيو جيڪا 1500 لفظ يا وڌيڪ آهي ، توهان ڪيتري وقت ۾ هن پوسٽ کي موبائل تي ٽائپ ڪرڻ ۾ گذاريندا ۽ توهان کي شايد لڳي به نه ، پر جيڪڏهن توهان اڻيو ته ڪمپيوٽر يا ليپ ٽاپ تي ڪئين لکڻو آهي ، توهان بلاگ پوسٽ لکڻ ۾ به مزو وٺندا ۽ جلدي ئي توهان اها پوسٽ لکڻ جي قابل ٿي ويندا. پر جيڪڏهن توهان وٽ ڪمپيوٽر يا ليپ ٽاپ نه آهي ، ٻيو ڪو رستو ناهي ، توهان کي پنهنجي موبائيل فون کان بلاگ ڪرڻو پوندو. بلاگ يو آر ايل ڪيئن چونڊيو؟ توهان جي بلاگ جو ‏URL ‎جنهن کي ‏Permalink ‎به سڏيو وڃي ٿو. اهو توهان جي پوسٽ جي ايس اي او لاءِ تمام گهڻو ضروري آهي ڇاڪاڻ ته انهي کان بغير گوگل توهان جي پوسٽ ۽ لنڪ جي وچ ۾ گڙٻڙجي وڃي ٿو. لڳي ٿو توهان ڪنهن ٻئي جي باري ۾ توهان جي پوسٽ لکي ۽ توهان جو يو آر ايل ڪنهن ٻئي نالي هيٺ آهي. تنهن ڪري هاڻي اهو سوال جيڪو توهان جي ذهن ۾ اچڻ گهرجي اهو اهو آهي ته توهان پنهنجي بلاگ پوسٽ جو ‏URL ‎ڪيئن چونڊيندا؟ تنهن ڪري جواب اهو آهي ته فرض ڪيو وڃي ته توهان جو مکيه ڪيليس 20K ‎کان گهٽ ۾ گهٽ بهترين موبائل فون آهي ، تنهن ڪري توهان جي بلاگ پوسٽ جو پريم لنڪ ‏https://www.----------.com/best-mobile- وانگر آهي. . فون-انڊر -20 ڪي. ‏html ‎تنهن ڪري اهو چوڻ لاءِ ته توهان جي پوسٽ جي يو آر ايل ۾ ، توهان کي لازمي جاوري ڊيش (j) سان جوري هجڻ گهرجي ، ٻي صورت ۾ توهان جو بلاگ گوگل ۾ درجه بندي جي اهل نه هوندو. ايس اي او - ايس اي او ڇا آهي بابت وڌيڪ ‏toاڻڻ لاءِ هن پوسٽ کي پڙهو. نتيجو تنهن ڪري آئون اميد ڪريان ٿو ته توهان کان هي پوسٽ توهان کي بلاگنگ بابت اهم معلومات ڏئي ٿي ، جنهن ۾ اسان وضاحت ڪيو ته بلاگ ڇا آهي ، بلاگنگ ڇا آهي ، مفت بلاگ ڪيئن ٺاهيو ، ڇا اهو مفت بلاگنگ لاءِ ڪسٽم ڊومين نالو خريد ڪرڻ ضروري آهي ، تعليمي بلاگ. ڪهڙو موضوع بهترين آهي ، ڇا توهان موبائيل کان بلاگ ڪري سگهو ٿا ۽ آخر ۾ بلاگ جي يو آر ايل ڪيئن لکڻ. سو دوستو ، ا ‏today ‎اسان سڀني کي هڪ ٻي پوسٽ ۾ حاصل ڪيو ، جتي اسان ٽيڪنالاجي ، بلاگنگ ، ڪمپيوٽر ۽ انٽرنيٽ جي جديد طريقن ۽ ٽيڪنڪ سان توهان سان شيئر ڪرڻ جاري رکنداسين ، توهان جي مهرباني.